文章

Jai Saraswati Mata - Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)-歌词

Jai Saraswati Mata - Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)

Om jai Saraswati mata

Maiya jai Saraswati mata

Sadgun vaibhav shalini

Sadgun vaibhav shalini

Tribhuvan vikhyata

Om jai Saraswati mata

Chandravadani padmasini

Dyuti mangal kaari

Maiya dyuti mangal kaari

Sohe shubh hans sawaari

Sohe shubh hans sawaari

Atul tej dhaari

Om jai Saraswati mata

Baaye kar mein veena

Daaye kar mein mala

Maiya daaye kar mein mala

Sheesh mukut mani shohe

Sheesh mukut mani shohe

Gale motiyan mala

Om jai Saraswati mata

Devi sharan jo aaye

Unka uddhar kiya

Maiya unka uddhar kiya

Baithi Manthra dasi

Baithi Manthra dasi

Rawan sanhar kiya

Om jai Saraswati mata

Vidya gyan pradayini

Gyan prakash bharo

Maiya gyan prakash bharo

Moh agyan timir ka

Moh agyan timir ka

Jag se nash karo

Om jai Saraswati mata

Dhoop deep fal meva

Maa swikaar karo

Devi maa swikaar karo

Gyanchkshu de mata

Gyanchkshu de mata

Jag nistar karo

Om jai Saraswati mata

Maa sarswati ki aarti

Jo koi nar gave

Maiya jo koi nar gave

Hitkari shukhkari

Hitkari shukhkari

Gyan bhakti pave

Om jai Saraswati mata

Om jai Saraswati mata

Maiya jai Saraswati mata

Sadgun vaibhav shalini

Sadgun vaibhav shalini

Tribhuvan vikhyata

Om jai Saraswati mata

Om jai Saraswati mata

Om jai Saraswati mata

版权所有©四级英语单词   网站地图 陇ICP备2023000160号-4