文章

Meethi Boliyaan (From -Kai Po Che-) - Mili Nair-歌词

Meethi Boliyaan (From "Kai Po Che") - Mili Nair

Kuch lamhe thhe

Alsaaye se

Bharmaaye se

Fiza mein

Kabhi sehme se

Muskaate

Jaana kidhar

Na Jaane

Meethi boliyan sun lo

Aasmani rangon ki

Meethi boliyan sun lo

Bezubaani lamhon ki

Girte sambhalte chalte ladkhadaye

Haan magar ye honsla na dagmagaye

Armaano ke patang ko udaayen

Udaayen

Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai

Yeh sohbatein yaaron ki

Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de

Dua de dua de

Meethi boliyan sun lo

Aasmani rangon ki

Meethi boliyan sun lo

Bezubaani lamhon ki

Sapnon ke (Sapnon ke) peechhe chale (peechhe chale)

Raahon mein hai yaadon ka pehra

Sulga ke (sulga ke) kaali si raat (kaali si raat)

Laayenge ye ujla savera

(Ujla savera)

(Ujla savera)

(Ujla savera)

(Ujla savera)

Girte sambhalte chalte ladkhadaaye

Haan magar ye hausla na dagmagaaye

Armaanon ki patang ko udaayein

Udaayein

Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai

Yeh sohbatein yaaron ki

Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de

Dua de dua de

Meethi boliyan sun lo

Aasmani rangon ki

Meethi boliyan sun lo

Bezubaani lamhon ki

版权所有©四级英语单词   网站地图 陇ICP备2023000160号-4