Suhani Raat Dhal Chuki (1949 Dulari) - Mohammed Rafi
Suhani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Suhani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Jahan ki rut badal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Nazare apni mastiyan
Luta lutake sogaye
Sitaare apni roshani
Dikha dikhake sogaye
Har ek shamma jal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Suhani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Tadap rahen hein ham yahan
Tadap rahen hein ham yahan
Tumhare intazaar mein
Tumhare intazaar mein
Khisan ka rang aa-chala hai
Mausam-e-bahaar mein
Khisan ka rang aa-chala hai
Mausam-e-bahaar mein
Mausam-e-bahaar mein
Hawa bhi rukh badal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Suhani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aavoge
Sun Sun Sun Zalima - Geeta Dutt/Mohammed RafiSun sun sun sun zaalimaPyaar ham ko tumse ho gayaDil se mila le dil meraTujh ko mere pyaar ki qasamJa ja ja ja bewafa...
Kitna Pyara Wada Hai (Revival) (《大篷车》电影插曲) - Lata Mangeshkar/Mohammed RafiO soniye maar sutiyaaKitna pyara wadaKitna pyara wadaHai in matavaali aankho kaaIs masti...
Babuji Dheere Chalna - Geeta Dutt/Mohammed RafiBabuji Dheere Chalna Pyaar Mein Zara SambhalnaHaan Bade Dhokhe Hain Bade Dhokhe Hain Iss Raah MeinBabuji Dheere Chalna Pyaar M...
Zindagi Aaj - Mohammed RafiWritten by:Shakeel Badayuni/NaushadZindagi aaj mere naam se sharmati haiZindagi aaj mere naam se sharmati haiApni halat pe mujhe khud bhi hans...
Ye Jo Chilman Hai (From "Mehboob Ki Mehndi") [1970] - Mohammed RafiWritten by:Shankar Singh Raghuvanshi/Jaikishan Dayabhai PanchalYe jo chilman hai dushman hai hamariO o...