Tumhare Khat Mein - Ghulam Ali
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Na tha raqueeb toh aakhir woh naam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Raha na dil mein woh bedard aur dard raha
Raha na dil mein woh bedard aur dard raha
Mukim kon hua hai makaam kiska tha
Mukim kon hua hai makaam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Wafa karenge nibhayenge baat maanege
Wafa karenge nibhayenge baat maanege
Tumhe bhi yaad kuch ye kalaam kiska tha
Tumhe bhi yaad kuch ye kalaam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Guzar gaya woh zamana kahoo toh kisse kahoo
Guzar gaya woh zamana kahoo toh kisse kahoo
Khyaal dil ko mere subah-o-shaam kiska tha
Khyaal dil ko mere subah-o-shaam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha
Hum Pyar Me Tumhare - Mohammed NiyazHum pyar me tumhareBadnaam ho gayeHum pyar me tumhareBadnaam ho gayeKarke wafaa bhi tujhseNakaam ho gayeHum pyar...
Hum Ko Tumhare - Mohammed RafiWritten by:Shevan Rizvi/O. P. NayyarHamko tumhare ishq neKya kya bana diyaJab kuchh na ban sakeTo tamasha bana diyaHamko tumh...