文章

Sadhana Sargam-歌词

Man Chahe Sanam - Abhijeet/Sadhana Sargam

Written by:Viju Shah/Indivar

Man chahe sanam mere yaar

Dil tujhpe aaya ab hum kya kare

Tu hi dil mein samaya

Ab hum kya kare

Man chahe sanam mere yaar

Dil tujhpe aaya

Ab hum kya kare

Tu hi dil me samaya

Ab hum kya kare

Ha hale dil tha

Tumko sunana

Hale dil tha tumko sunana

Lekin mushkil tha kah pana

Tanhayi mein tanhayi mein tanhayi mein

Lipata mujhse wo tha tera saya

Tune chain churaya

Ha tune chain churaya

Mere yaar dil tujhpe aaya

Ab hum kya kare

Tu hi dil mein samaya

Ab hum kya kare

Oo dil chahe teri

Chahat le lu

Oo dil chahe teri

Chahat le lu

Sab kuch apna badle mein de du

Jeena kya hai

Jeena kya hai

Jeena kya hai jana humne sath

Tera jab paya kaisa

Jadu chalaya

Ha kaisa

Jadu chalaya

Mere yaar

Dil tujhpe aaya

Ab hum kya kare

Tu hi dil mein samaya

Ab hum kya kare

Man chahe sanam mere yaar

Dil tujhpe aaya

Ab hum kya kare

Tu hi dil mein samaya

Ab hum kya kare

版权所有©四级英语单词   网站地图 陇ICP备2023000160号-4