Ye Dard Mera - Bharat/Saurabh
Written by:Saurabh/Bharat
Ye dard mera tune na jaana jaana jaana jaana
Khud se khud ko bhula ke bhula ke
Tha tujhe apna maana maana maana maana
Ik pal bhi na soya bas roya
Teri yaadon mein
Na jaane kaise bhulaun
Jo waade kiye hain tune mujhse
Maine to tujhe tha sajake
Inn palkon pe
Phir kyun ye zakhm diye tune
Aisi kya khata ki maine
Ankhein kholun ya band karun
Bas tu hi tu nazar aaye
Mere iss dil se teri judai ka ghum na jaye
Bas mujhe tadpaye bas mujhe tadpaye paye paye paye paye
Ye dard mera tune na jaana jaana jaana jaana
Tune na jaana
Khud se khud ko bhula ke bhula ke
Tha tujhe apna maana maana maana maana
Har wo gali gali
Jahan sang the bitaye pal humne kabhi
Ab aakhein wahan sada tujhe dhoondegi dhoondegi
Phir ro dengi
Kyun layi thi
Zindagi mein mere nayi roshni
Jab deni thi mujhe to bas tanhayi tanhayi tanhayi
Mere dil se tu na mitegi
Ankhein kholun ya band karun
Bas tu hi tu nazar aaye
Mere iss dil se teri judai ka ghum na jaye
Bas mujhe tadpaye bas mujhe tadpaye paye paye paye paye
Ye dard mera tune na jaana jaana jaana jaana jaana
Khud se khud ko bhula ke bhula ke
Tha tujhe apna maana maana maana maana
Tha tujhe apna maana
Ye dard mera tune na jaana jaana
Khud se khud ko bhula ke
Tha tujhe apna maana
Woooohooo
Woooohooo
Woooohooo
Woooohooo
Woooohooo