Andheri Raaton Mein (From "Shahenshah") - Kishore Kumar
Written by:Amar Utpal/Anand Bakshi
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai
Jise log shahenshah kehate hai
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai
Jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Jaise nikalta hai teer kamaan se
Jaise nikalta hai teer kamaan se
Dekho ye chala wo nikla wo shaan se
Uske hi kisse sabki jubaan pe wo
Baat hai usaki baaton mein
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai
Jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Aise bahaddur dekhe hain thode
Oh aise bahaddur dekhe hain thode
Zulmon sitam ki zanjeeren tode
Pichhe pade to pichha na chhode
Bada zor hai usake haathon mein
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai
Jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par